Chanakya ko Bharat mein ek mahan Rajnitigya aur Arthashastri ke roop mein jaana jata hai. Unhone Chanayka Neeti jaisa neetiyon ka ek anmol khajana duniya ko diya. Yeh pustak, ek margadarshak ke saman payi jaati hai. Yadi Chanakya ke vichaar ek sadaharand balak ko Samrat Chandra Gupta bana sakte hai, toh yeh har vyakti ke jeevan mein mahan parivartan lane ke kabil hai. Jahan Chadragupta shareer tha, toh unka mastishk the Chanakya.
In Public Domain; (P)2019 Audible, Inc.