Get Your Free Audiobook
-
Meri Priya Kahaniyaan
- Narrated by: Rupa Bhimani
- Length: 5 hrs and 53 mins
- Categories: Literature & Fiction, Anthologies & Short Stories
OR
Publisher's Summary
Sheoraj Singh Bechain - Ye Kahaniyaan mujhe priya isliye hain kyonki ye paathakon ke liye keval samay bitane ya mann behlaane bhar ka saadhan maatr nahin hain. Sanvidhaan saapeksh saamajik daayitvabodh ki disha mein rachnatmak yogdaan hain. Bharatiya samaaj anubhavon ko vivdhtaayon se bhara hai. Jo Jeevan anubhav ab tak ke kahani aandolanon mein nahin aaye aur jo aaye ve naye nahin the. Unn shesh naye anubhavon ko saamne laati ye kahaniyaan samaaj sudhaar ke saanjhaan daayitvabodh, adhikaar chetna jaagrit karti hain. Isliye ye apni priyata ki saarthakta siddh karti hain.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2019 Sheoraj Singh Bechain (P)2020 Audible, Inc.