Get Your Free Audiobook

Roop (Hindi Edition) cover art

Roop (Hindi Edition)

Written by: Firaq Gorakhpuri
Narrated by: Babla Kochhar

Publisher's Summary

Raghupati Sahay, jinhein duniya Firaaq Gorakhpuri ke naam se jyaada pehchaanti hai, ek lekhak, shayar, kavi, samalochak aur apne samay ke mashoor Urdu lekhak-kavi hue hain. 

Roop mein jo rubaayiyaan sankalit hain, 1959 mein ye pehli baar Urdu mein prakaashit ki gayi thi. Inn par di gayi kuch samtiyan:   

Jawaharlal Nehru- “Inn rubaayiyon ne mujh par gehra asar chodha hai. Ye Re-discovery of India hai. Maano, Bharat ki chhavi inn rubaayiyon mein ujaagar hoti hain.”   

Dr. Rajendra Prasad- “Ye ribaayiyaan yug-yugaantar tak bharatiya sanskriti ka anubhav karati raheingi.”   

Pandit Madanmohan Malviya- “Hindu sanskriti ka saakshaat darshan karna ho toh koi Roop ki rubaayiyaaan padhe ya sune.” 

Please note: This audiobook is in Hindi.

©2017 Rajpal and Sons (P)2020 Audible, Inc.

What listeners say about Roop (Hindi Edition)

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.