Episodes

  • Sheharyaar aur shahjamaan ki kahani

    Sheharyaar aur shahjamaan ki kahani

    Alif Laila Season 1, Episode 1
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki pehli kahani jismein hai sheharyaar aur shahjamaan naam ke do rajkumaron ki kahani jinki unki patniyaan dhoka deti hain jisken kaaran sheharyaar ne aisa ek niyam banaya jiske kaaran kahaniyon ka silsila chala nikla.
    Show More Show Less
    27 mins
  • Kissa gadhe, bail aur unke maalik ka

    Kissa gadhe, bail aur unke maalik ka

    Alif Laila Season 1, Episode 2
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki doosri kahani jab mantri putri sheharjaad rajkumar sheharyaar ke saath vivah ka hath thaan leti hai toh mantri ek vyapari ki kahani sunata hai jismein vyapari pashu pakshiyon ki bhasha samajhta hai.
    Show More Show Less
    15 mins
  • Kissa vyapaari aur daitya ka

    Kissa vyapaari aur daitya ka

    Alif Laila Season 1, Episode 3
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki teesri kahani jismein hai ek aise daitya ki kahani jo ek vyapari ko issliye marna chahta hai kyonki anjaane mein uss vyapari se uss daitya ke putra ki hatya ho gayi thi.
    Show More Show Less
    13 mins
  • Kissa budhe aur uski hirni ka

    Kissa budhe aur uski hirni ka

    Alif Laila Season 1, Episode 4
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki chauthi kahani jismein hai ek aise vyakti ki kahani jismein uski pehli patni, doosri patni and usse uttpann hue bacche ko guy aur bachda bana deti hai aur uss vyakti se unki bali chadhaane ko kehti hai.
    Show More Show Less
    11 mins
  • Kissa doosre budhe ka jiske paas do kaale kutte the
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki paanchvi kahani jismein hai ek aise vyakti ki kahani jiske do bhai uski bhalaayi ke badle hamesha uska bura hee karte the yahan tak ki ek baar maar daalne ke liye bhayiyon ne uss vyakti ko samudra mein fhek diya.
    Show More Show Less
    9 mins
  • Kissa teesre budhe ka jiske saath ek khacchar tha
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki chathvi kahani jismein hai ek aise vyapari ki kahani jiski patni apne habshe ke saath sambandhon ke chalte uss vyapari ko kutta bana deti hai.
    Show More Show Less
    5 mins
  • Machuwaare ki kahani

    Machuwaare ki kahani

    Alif Laila Season 1, Episode 7
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki ssatvi kahani jismein hai ek aise machuwaare ki kahani jo ek daitya ko band gaagar mein se mukt karta hai lekin vahi daitya apni pratigyavash uss machuware ki hatya karna chahta hai.
    Show More Show Less
    13 mins
  • Kissa gareek baadshah aur hakim dubaan ka

    Kissa gareek baadshah aur hakim dubaan ka

    Alif Laila Season 1, Episode 8
    Feb 20 2020
    Alif Laila katha sangreh ki aathvi kahani jismein hai gareek baadshah ki kahani jisse bhayankar kusth rog ho gaya tha aur hakim dubaan ne uss kusth rog se baadshah ko mukti dilayi jisse woh baadshah ka kripapaatra ban gaya lekin isse mantri dubaan se jalne laga.
    Show More Show Less
    8 mins