Episode 3 - 1885 Congress Ka Gathan cover art

Episode 3 - 1885 Congress Ka Gathan

Written by: Hoop Entertainment, Amit Upadhyay
  • Summary

  • Bharat ko lekar British raj ke napaak mansube ab saaf ho rahe the. Bharat ki janta samajh chuki thi ki angrez Bharat ko bas apne faayde ke liye istemaal kar rahe the. Aise mein Bhartiyon ke beech British Raj ko lekar naraazgi badh rahi thi. British Sarkaar jaanti thi ki agar jald se jald kuch nahi kiya gaya toh yeh naraazgi phirse ek revolt ka roop le legi, aur isi liye unhone, A.O Hume ke suggestion aur leadership ke under ek party Indian National Congress banaayi. Indian National Congress ka maksad tha Bharat ke sabhi bade leaders ko ek organization ke under le aana aur unhein apni grievances rakhne ka common platform dena taki woh manipulate hote rahein.
    ©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD
    Show More Show Less

What listeners say about Episode 3 - 1885 Congress Ka Gathan

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.