Episode 6: Terrain Yuddh cover art

Episode 6: Terrain Yuddh

Preview
View show details
Mohammad Gori dusri baar 1192 C.E. mein jab Bharat par hamala karne aaya tab Samrat Prithviraj Chauhan ne usase yuddh kiya aur iss baar Samrat Prithviraj Chauhan ko haar ka saamna karna pada. Yuddh ke baad Prithviraj Chauhan ji aur Chandra Bardai ji ko Mohammad Gori ne bandi bana liya aur apne saath Ghurid desh le gya. Tamaam yaatna pratadna ke baawajud bhi andhe Prithviraj Chauhan ne shabd bhedi baan ki pareeksha ka laabh uthaakar Mohammad Gori ko maut ke ghat utaar diya.©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
No reviews yet