Nani ki kahaniyan cover art

Nani ki kahaniyan

Nani ki kahaniyan

Written by: Richa Mohan
Listen for free

Hum mein se kitne log hain jinke bachpan ko unki Nani ki kahaniyo ne aur sundar ker dia. Per meri nani aur meri maa dono kahaniya likhte the. Meri Nani na sirf apne aas paas ke samaaj ko dekhti thi, uspe apna nazariya bhi deti thi - apne samay se bahut aage thi wo. Aaj itne saalo ke baad, main apni Nani ki woh kahaniya aap logo ke samne layi hoon. To chaliyen mere saath, ek nayi purani duniya mein...Richa Mohan Drama & Plays
Episodes
  • Arghya usi chand ko
    Dec 16 2024

    Arghya usi chand ko (अर्घ्य उसी चांद को)


    Finally, ek saal ke baad, hum meri nani ki pehli kahani aapke liye laye hain.


    Apne samay se bahut aage thi yeh kahani.


    Toh batayega kaisi lagi?


    Chalein Mani ki duniya mein?


    - Narayani pariwar.

    Show More Show Less
    20 mins
  • Shuruat
    Feb 6 2024

    Hum mein se kitne log hain jinke bachpan ko unki nani ki kahaniyo ne aur sundar kar dia. Par meri nani aur meri maa dono kahaniya likhti thi. Aur aaj itne saalon baad, main apni nani ki kahaniya aap logo ke saath sunana chati hoon.

    Mere pariwar ke aur bhi logon ki awaz aap sunenge, jo lekhika aur unki kriti dono mein chaar chand laga denge.


    Naniji yeh apke liye - finally maine hindi padh hi li :)


    Show More Show Less
    1 min
adbl_web_anon_alc_button_suppression_t1
No reviews yet