Episodes

  • Who killed my mother ? hindi horror story
    Oct 17 2026

    This story is about Raj (Rajveer)..... jo apne Nana ke ghar Rajasthan chhuttiyan bitaane jaata hai. Lekin wahan use ek aisa band kamra milta hai, jahan har raat kacche maans ki offering di jaati hai. Jab Rajveer us kamre ka raaz jaanne ki koshish karta hai, toh uske saamne ek aisa khaufnaak sach aata hai, jo uski zindagi hamesha ke liye badal deta hai.


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune.

    Show More Show Less
    21 mins
  • Taxi driver hindi horror story
    Oct 11 2026

    This story is about..... ek Rapido driver ki, jo raat ke waqt ek ladki ko sunsaan jungle ke beech bane ek purane ghar tak chhodne jaata hai.


    Lekin jab woh ladki ka bhoola hua handbag lautane wapas jaata hai, toh uske saamne kuch aisa aata hai jo uski zindagi badal deta hai. Ek purana ghar, do rahasyamayi bachche aur ek aisi tasveer, jiska raaz aaj tak woh nahi samajh paaya...


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    12 mins
  • The job hindi horror story
    Oct 3 2026

    This story is about..... ek 26 saal ke ladke ki, jo jungle ke beech ek purane cabin mein kuch din rehne jata hai. Wahan uski mulaqat do ajeeb bachchiyon se hoti hai, jinke paas ek aisi gudiya hoti hai jo bilkul usi ki tarah dikhti hai. Dheere-dheere use pata chalta hai ki gudiya ka connection uske saath hai aur jungle mein saalon purana ek khaufnaak raaz chhupa hua hai.


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    24 mins
  • Tree climber hindi horror story
    Sep 28 2026

    This story is about.....Rohan aur Aman ki ek aisi dosti ki, jo ek haunted jungle ke purane ped ke paas jaakar ek khaufnaak raaz mein badal jaati hai. Aman ke ped se girne ke baad Rohan use bachaye bina wahan se bhaag jaata hai. Lekin kuch din baad Rohan ki diary mein jo sach saamne aata hai, woh aur bhi darawna hota hai—kya Aman ki aatma Rohan ko lene wapas aa chuki thi?


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    11 mins
  • Brahmarakshas hindi horror story
    Sep 22 2026

    This story is about..... ek ladke ki, jo railway station par mile ek anjaan aadmi ko apne uncle ke saath hui ek ajeeb ghatna ke baare mein batata hai.


    Uske uncle ke ilaake mein kuch mysterious incidents hone lage the, aur logon ko shak tha ki iska connection ek purane curse aur ek khaufnaak werewolf se hai.


    Lekin kahani ka sabse bada raaz tab saamne aata hai, jab railway station par mila woh anjaan aadmi kuch aisa karta hai, jo ladke ko hamesha ke liye dara deta hai...


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    8 mins
  • Aka manto Japanese urban legend hindi horror story
    Sep 16 2026

    This story is about..... Japan ki ek mysterious urban legend, Aka Manto, jahan ek sunsaan bathroom mein ek ajeeb shakhs tumse sirf ek sawaal poochta hai — “Red paper ya Blue paper?” Kehte hain, dono choices ka anjaam khaufnaak ho sakta hai. Ren ko jab is legend ka saamna hota hai, toh ek simple bathroom visit dheere-dheere ek terrifying mystery mein badal jaata hai.


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    18 mins
  • Indian Urban legends hindi horror stories
    Sep 5 2026

    This story is about..... India ke kuch sabse famous aur mysterious urban legends ki, jahan Monkey Man aur Muhnochwa jaise mysterious creatures se lekar Bhangarh ke shraap, Shaniwar Wada ke Narayanrao aur Dow Hill ke Headless Boy tak ki kahaniyan saamne aati hain. Kya ye sirf afwaah aur folklore hain, ya inke peeche koi aisa raaz hai jo aaj bhi solve nahi hua?


    Aage kya hua janne ke liye jarur sune

    Show More Show Less
    14 mins
  • The goat hindi horror story
    Aug 25 2026

    This story is about..... ek aisi bhootni ki, jo sunsaan railway track par logon aur jaanwaron ki jaan bachaya karti thi.


    Ek raat Ramesar Kaka ek bakri ko bachane ke liye railway track par ruk jaate hain, lekin tabhi saamne se ek maalgaadi aa jaati hai. Aakhri pal mein ek mysterious ladki aakar unki jaan bacha leti hai. Lekin jab Ramesar Kaka ko pata chalta hai ki woh ladki kaun hai aur us bakri ka usse kya connection hai, toh kahani ek emotional aur darawna mod leti hai...


    Aage kya hua jaanne ke liye zarur sune.

    Show More Show Less
    8 mins