Season's Savings | ₹5/mo for 3 months
₹199/month after first 3 months. Renews automatically. Terms apply.Summary
Buri Ladki 11 kahaniyon ki shrinkhala hai jisse lekhak Priyanka Gupta ne sanjoya hai. Priyanka ek jaani-maani hindi lekhika hain. Ye kahaniyan zindagi ke alag-alag ras darshaati hain. Har ek kahani shrota ke mann, mashtiskh ko jhanna deti hai aur hoton pe ek muskuraahat le aati hai. Yeh kahaniyan jeevan ke kayi sawaalon ko bhi kuredati hai aur shrota ko kayi kadwi sachhayiyon se avgat karwati hain. Har kahani ka ek mastinuma andaaz hai jisse sun ke shrota madhhosh ho jaayeingay.
©2016 Priyanka Gupta; (P)2019 Audible, Inc.