Showing results by narrator "Bharti" in All Categories
-
-
Swapna Sutra [Dream Sutra]
- Chupe Loko Ka Ehsaas (Hingori Sutras) [Perceiving Hidden Realms]
- Written by: Hingori and Hannah
- Narrated by: Surjan Singh, Pallavi Bharti, Avdhesh Tondak
- Length: 6 hrs and 38 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
In Hindi: Why do we dream that we’re falling? Why do we dream about death? Why do our ancestors sometimes visit us in our dreams? And is there any meaning to the dreams we have? Dream Sutra - Perceiving Hidden Realms chronicles the experiences of many people who were helped and healed, guided and communicated with, by the dreamer within themselves. This anecdotal audiobook aims to help us better understand our dreams and so that we may use that understanding to learn more about ourselves.
-
-
The Great Book
- By Rakesh Kumar on 25-08-20
-
Swapna Sutra [Dream Sutra]
- Chupe Loko Ka Ehsaas (Hingori Sutras) [Perceiving Hidden Realms]
- Narrated by: Surjan Singh, Pallavi Bharti, Avdhesh Tondak
- Length: 6 hrs and 38 mins
- Release Date: 04-06-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹213.00
-
-
-
Pet Ke Rog
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 24 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Ayurved kehta hai ki achchha swasthya achchhe pachantantra ki den hai. Hamara swasthya is par nirbhar nahi karta hai ki hum kitna paushtik bhojan khate hai, balki ispar nirbhar karta hai ki hamara sharir us bhojan ko kitna pach paata hai. Sabhi bimariyon ka kendra hamara pet hota hai. Jo bhojan hamara sharir pacha nahi paata, vah sharir ko fayda pohonchane ke bajay nuksan pohonchata hai. Isliye achchhi sehat ke liye achchha pachan tantra hona aavashyak hi nahi, anivarya hai. Pachan tantra ki gadbadiyon ka asar anya tantron par hi nahi, angon par bhi padta hai. Aaj ki tez raftar jeevan shaili se taalmel baithane mein log apne swasthya ko daav par laga dete hai. Iske ghaatak prabhav yuvavastha mein hi nazar aane lagte hai. Professional zindagi ka dabav, kaam ke lambe ghanton ke kaaran log majboori mein ready-to-cook food ya junk food khate hai. Inmein calorie ki matra adhik hoti hai. Yah khana na sirf mushkil se pachta hai, balki paramparik khane ke mukable isme vitamin aur minerals ki matra kaafi kam hoti hai. Machineon par nirbhar adhunik jeevanshaili ne sharirik sakriyata kaafi kam kar di hai. Logon ne apni khan-paan ki aadatein bhi kaafi bigaad li hai. Unhe aaram se chaba chabakar poshak bhojan khane ki bajay jaldi jaldi junk food khana pasand hai. Yahi wajah hai ki aajkal log pachan tantra ki gadbadiyon se kaafi pareshan rehte hai. Tanav aur neend ki kami bhi pachan tantra ko prabhavit karti hai. Yah kitaab mein pachan tantra ke mahatva ke baare mein kaha gaya hai.
-
Pet Ke Rog
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 24 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Jeevan Ki Laya Garbara Deta Hai Harmone Asantulan
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 17 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Hormones ka hamare sampoorn sharir par vibhinna prakar ke prabhaav hote hai. Iska santulit rehna hamare swasth ke liye atyavashyak hai. Sahi maatra mein hormones ke straav hone par swasth barkarar rehta hai. Sharir mein 230 prakar ke hormones hote hai jo sharir ki vridhdhi, metabolism aur immune system ko prabhaavit karte hai. Female hormones mein lagatar badlaav nazar aata hai jo unke sharir ko yuvavastha, matritva aur menopause ke dauran prabhaavit karti hai. Kayi mahilayein asantulit hormones ke karan pareshan rehti hai jiska kaaran hamare naye aur parivartit jeevanshaili ko mana jaa sakta hai. Adhik maatra mein junk food sevan se calories badh jati hai jo hormones ko asantulit banati hai. Mukhya roop se mahilayein iska shikaar hoti hai kyunki unka sharirik gathan nazuk aur jatil hota hai aur iska prabhaav unke sharir par nazar aane lagta hai. Female hormone yani estrogen ka stravan waqt ke saath kam hota jaata hai aur adhik maatra mein giraavat aane par baanjhapann aur depression bhi ho sakta hai. Hormonal asantulan ke kaaran mahilaon mein estrogen ka straav yuvavastha mein bhi kam ho sakta hai jo heart attack ki sambhavna badha deti hai. Badhti umr ke saath kayi mahilayein osteoporosis ka bhi shikaar hoti hai. Hormonal asantulan ke nivaran ke liye hormone replacement therapy, bioidentical hormone, non-bioidentical hormone, kritrim hormone jaise tareeke apnaye jaa sakte hai aur inke alawa herbal aur aroma therapy jaise tareekon ka istemaal bhi kiya jaata hai. Dainik jeevan shaili mein parivartan lekar aana bhi kaafi hadd madadgar saabit hui hai.
-
Jeevan Ki Laya Garbara Deta Hai Harmone Asantulan
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 17 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Acidity Se Kare Bachav
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Hum aksar khane ke pashchat hone-wali acidity ke lakshano ko turant hi antacid se nivaran kar dete hai. Isse hum gastroesophageal reflex disease (GRD) jaise bimaariyon ki sambhavna ko nazarandaaz kar dete hai. Acidity ke saath antacids ke side effects bhi hanikaarak hai. Acidity ki varnana saamanya bhasha mein karein toh isme stomach acid jo bhojan ko pachane mein sahayata karti hai woh oesophagus ki ore behekar aapko bechaini mahsoos karwati hai. Heart burn aur acidity mein antar samajhna zaroori hai. Acidity mein aapko jalan mahsoos hoti hai par heart burn mein jalan ke saath dard bhi mahsoos hota hai. Kayi log saamanya ya adhik acid stravan se pidhit hote hai, isse Zollinger–Ellison Syndrome ke naam se jana jaata hai. Acidity se jude hue kayi myth hai, unko samjhein aur asal kaaranon ko samajhkar uska nivaran karein. Iske kuch saamanya lakshanon ko pehchan sakte hai, chhati ka dard, gale mein kharash, chakkar aane par, laar ka adhik straav, nigalne ki samasya aur anya lakshanon ke sahare. Acidity kayi baar asthma, esophageal cancer, haddiyon ki kamzori, pneumonia ke kaaran bhi hoti hai. Apne jeevanshaili mein parivartan lane par aap acidity se mukti paa sakte hai. Acid hamare sharir ke liye aavashyak hai. Kuch khadya padarth ke pachan ke liye amleeya vaatavaran zaroori hai aur hydrochloric acid isme madad karti hai. Nirantar antacid ke prayog se aapke sharir ke kaaryapranali mein samasya aa sakti hai. Heart burn aur heart attack ke lakshanon ka farak samjhein aur inhe gambhirta se lekar doctor ko sampark karein.
-
Acidity Se Kare Bachav
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Mahilaon Ko Chahiye Adhik Poshan
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 16 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Mahilaon aur purushon dono ko hi santulit bhojan, paryapt neend, bharpoor paani aur niyamit roop se exercise karne ki zaroorat hoti hai. Nau saal tak ke ladke aur ladkiyon ko ek samaan poshak tatvon ki zaroorat hoti hai. Lekin umra badhne ke saath sharirik parivartanon ke kaaran dono ki poshak tatvon ki zaroortein badal jaati hai. Ek yuva purush ko pratidin do hazar se saade-do hazar kilo calorie ki aavashyakta hoti hai, jabki usi aay ki mahila ko ek hazar aath sau se do hazar do sau kilo calorie ki. Lekin in aakdon se yah nahi samajhna chaahiye ki mahilaon ke sharir ko poshak tatvon ki bhi kam aavashyakta hoti hai. Sachchai to yah hai ki ek mahila ko apne umr ke purush ke mukable zyada poshak tatvon ki zaroorat hoti hai. Mahilaon ki sharirik banavat naazuk hone ke saath hi jatil bhi hoti hai. Unhe bimariyon ka khatra to purushon ki tarah hi hota hai lekin maasik dharm, garbhavastha, stanpaan aur menopause ke kaaran unhe kayi sharirik samasyaon ka saamna karna padta hai. Isliye zaroori hai ki khud ko fit aur swasth rakhne ke liye mahilayein apni sharirik zarooraton ko samjhein. Unnis se pachas saal ki mahilaon ko pratidin atharah milligram iron ki avashyakta hoti hai. Garbhavastha ke samay to iron ki avashyakta aur badh jaati hai. Lekin isi aayu seema ke purushon ko pratidin sirf aath milligram iron ki avashyakta hoti hai. Jo mahilayein garbh nirodhak goliyon ka sevan karti hai, uske sharir ko iron ki avashyakta samanya mahilaon se adhik hoti hai. Isliye mahilaon ko hamesha apne poshan par vishesh roop se dhyaan dena chahiye.
-
Mahilaon Ko Chahiye Adhik Poshan
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 16 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Aankhon Ki Dekhbhal
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 22 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Hamare sharir ke sabse khas aur nazuk angon mein se ek hoti hai ankhein. Agar inka khayal na rakha jaaye to chhoti se pareshani zindagi bhar ki takleef ban sakti hai. Lekin log ankhon ki sehat par utna dhyan nahi dete, jitna unhe dena chahiye. Yahi wajah hai ki pehle jahan chalis ki umra paar kar chuke logon mein ankhon se judi pareshaniyan adhik dekhne ko milti thi, wahin ab chhoti umra ke bachche bhi ankhon ki kayi bimariyon ke shikar ho rahe hai. Inse bachne ke liye yah zaroori hai ki ankhon ki niyamit roop se jaanch va sahi upchar karayein, poshak tatvon se bharpoor bhojan karein aur apni jeevanshaili mein badlav laayein. Ek bachche ke janm ke baad aspatal se discharge hone se pehle hi uski ankhon ki jaanch kisi netra visheshagya se kara leni chahiye. Isse koi janmjaat samasya pakad mein aa sakti hai. Agar kisi kaaranvash aisa nahi kara paaye to school bhejne se pehle ankhon ki poori jaanch kara lein. Bachche ki nazar kamzor hai to use sahi number ka chashma pehnayein, anyatha ankhein sthayi roop se kamzor ho jaati hai, jise Amblyopia kehte hai. Aniyamit jeevan shaili aur khanpaan ki galat aadatein, der raat computer par kaam karne aur pradooshan ke kaaran kayi tarah ki aankhon ki pareshaniyan saamne aa rahi hai. Computer aaj yuvaon ki niji, professional aur social life ka khas hissa hai. Zyadatar yuvaon ka saath pratishat samay computer par hi beet-ta hai aur isliye unmein computer vision syndrome aur dry eye ki samasyayein badh rahi hai. Is kitaab mein ankhon ki dekhbhal se sambandhit kayi mahatvapoorn tips bhi di gayi hai.
-
Aankhon Ki Dekhbhal
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 22 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Baalon Ka Jhadna Kaise Rokein
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Aaj har koi baal jhadne ki samasya se pareshan hai. Baalon ka jhadna kaise roka jaaye, ise jaan-ne se pehle yah samajhna zaroori hai ki inke jhadne ka kaaran kya hai. Atyadhik baal jhadne ki samasya ko Alopecia kehte hai. Yah is baat ka sanket hai ki aapke sharir ke saath kuchh galat ho raha hai. Mansik aur sharirik tanav, anuvanshik kaaran aur poshak bhojan ki kami baalon ke jhadne mein mahatvapoorn bhoomika nibhate hai. Baalon ko jhadne se bachane ke liye jeevanshaili mein badlav laana sabse zaroori hai. Samanya roop se baal ek niyamit vikas chakra se guzarte hai. Anagen phase mein, jiski avadhi teen se chaar varsh hoti hai, baal badhte hai. Telogen phase ke dauran, jo kareeb teen maheene tak chalti hai, baal aaram karte hai. Telogen phase ke ant mein baal gir jaate hai aur inke sthaan par naye baal aa jaate hai. Pratidin pachas se sau baalon ka girna samanya baat hai. Har samay hamare 10 pratishat baal resting phase mein hote hai aur do se teen maheene baad baal gir jaate hai tatha unki jagah naye baal aa jaate hai. Kuchh logon mein baal girne ki samasya samanya se zyada hoti hai. Iska kaaran scalp yaani khopdi ka kamzor hona hai. Scalp ki mazbooti ke liye niyamit aur santulit vyayam, paryapt neend, paryapt paani aur tanav se mukti zaroori hai. Aapke baal sardi mein ghane aur garmiyon mein patle lagte hai. Aksar kayi logon ko mausam mein badlav ke kaaran baal jhadne ki samasya ho jaati hai. Baal jhadne ke aise anek kaaran hai.
-
Baalon Ka Jhadna Kaise Rokein
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Apne Fefado Ka Bhi Dhyan Rakhen
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 15 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Fefrein hamare sharir ke sabse mahatvapoorn angon mein se ek hai. Hum bhojan ke bina thore samay tak jeevit reh sakte hai par hawa ke bina yeh sambhav nahi hai. Aksar hum fefro ke swasth ko nazarandaaz kar dete hai jisse hriday rog, cancer aur stroke jaisi bimaariyon ke shikaar hote hai aur yeh vishva bhar mein mrityu ka chautha sabse bada kaaran hai. Jab hum saans lete hai, fefrein oxygen ko alag karke usse hamare rakta mein milati hai jisse sharir ka saadharan kaarya padhdhati barakar rehta hai. Sharir ko paryapt maatra mein oxygen naah milne par kayi samasyayein utpanna ho sakti hai. Yeh oxygen pohonchane ke saath sharir mein maujood carbon dioxide ko bhi niyantrit rakhne mein madad karta hai. Fefron ki samasya hone par aapko asthma, bronchitis, lung cancer, pneumonia, pulmonary edema, chronic obstructive pulmonary disease, tuberculosis jaisi bimaariyaan ho sakti hai. Apne fefron ke swasth ka dhyaan naa rakhne par aap inn bimaariyon ke chapet mein asaani se aa sakte hai. Inke lakshanon ko samajh kar sahi upachaaron ka prayog karein. Aapke fefron ke liye pradushan, dawaiyon ka side effects, badhti umra aur acidity jaisi cheezein risk factor ka kaam karti hai. Fefron ko surakshit rakhne ke liye antioxidants se bharpur bhojan ka sevan karein, exercise karein, sharir mein paani ka star barkarar rakhein, khulkar hasein aur pradushan se bachaav karein. Yadi aapko saans lene mein duvidhaa ho ya lagatar khaasi aaye ya samanya gatividhiyon mein mushkilein aaye toh inn lakshanon ko gambhirta se lekar doctor ko sampark karein.
-
Apne Fefado Ka Bhi Dhyan Rakhen
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 15 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Apne BP Ko Theek Rakhen
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 13 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Aapka hriday jitne maatra mein rakta pump karti hai aur uss rakta ko dhamaniyon mein kitne pratirodh ka saamna karna padta hai woh aapke rakta chaap ko tay karti hai. Rakta chaap ka koi sahi aakda nahi hai par dabaav atyant kam hone par ya atyaadhik hone par ghaatak saabit ho sakti hai. Umra ke saath rakta chaap ki vridhdhi saamanya samasya hai par swasth jeevanshaili se isse niyantrit rakha jaa sakta hai. Rakta aapke hriday dwara pump kiye jane ke baad dhamaniyon se takrata hai jisse hum rakta chaap kehte hai. Saadharan aakdon ke hisab se 120/80 ya kam hai saamanya rakta chaap, 140/90 ya zyada hai adhik rakta chaap aur 120-139/80-89 hai pre-hypertension ke lakshan hai. Hypertension do tarah ke hote hai: primary aur secondary. Jisme 90-95% logon ko primary hypertension hoti hai aur 5-10% logon ko secondary hypertension hoti hai. Aksar iske lakshanon ko samajhne mein waqt lag jaata hai jiske kaaran isse ‘Silent Killer’ bhi kaha jaata hai. Umr, bhaar, sharirik roop se asakriyata, tambaaku ka sevan, tanaav aur bimaariyaan aapke high blood pressure ke sambhaavna ko badha deti hai. Isse bachne ke liye sahi bhojan ka sevan karein aur lakshanon ke anusaar sahi upachaaron ka nirnay karein. Hypertension ke kaaran aapke rakta chaap mein giraavat bhi aa sakti hai. Isse aap gharelu upachaaron ke prayog se bhi mukti paa sakte hai. Nimna rakta chaap ke faayde bhi hai jiise aapko stroke ya heart attack hone ki sambhaavna kam ho jati hai lekin iss tarah ki samasyaon se bachne ke liye swasth jeevanshaili apnayein aur saal mein kam-se-kam 1 baar apna blood test karwayein.
-
Apne BP Ko Theek Rakhen
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 13 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Anidra Karan Or Bachav
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Vishva mein lagbhag ek-tihayi log anidra ki samasya se pidhit hai. Isse mastishka ke kaarya kshamata mein prabhaav padta hai jo aapke sochne ki kshamata, srijanasheelata aur samasyaon ke hal nikalne ke kshamata ko kam kar deti hai. Aapki yaaddash par bhi iska asar hota hai. Anidra ki samasyaon se mukti paane ke liye jeevanshaili mein badlaav lana zaroori hai aur samasya gehri hone par doctor se sampark karna bhi aavashyak hai. Neend ki kami se aapke sharir par vibhinna prakar ke prabhaav nazar aate hai jo mool roop se aapke metabolism, immune system, rog pratirodhak kshamata, hormone ke straav jaise mahatvapoorn tatvo ke liye haanikarak saabit ho sakta hai. Achchhi neend ke liye maansik shanti zaroori hai. Iske alawa kayi tareekon se achchhi neend aa sakti hai, unhe pehechan kar anidra ki samasya ka nivaran kiya jaa sakta hai. Paryapt neend usse kehte hai jab agle dinn aap satark aur tarotaaza mahsoos karte hai. Iski maatra 6-8 ya 8-10 ghante ke beech rehti hai jo umra ke saath badalti hai. Niyamit roop se iska paalan karne par aap swasth reh sakte hai. Tarotaaza aur swasth rehne ke liye gehri neend poori karni zaroori hai. Jaivik ghadi ka paalan karne par aapke sharir ki karyapranali ko kushalta prapt hoti hai. Sharir mein sampoorn parivartan nazar aata hai. Neend ko sudharne ke liye gharelu takneekon ka bhi upayog kiya jaa sakta hai. Tathya aur aakdon ko dhyaan mein rakhte hue dainik jeevanshaili mein parivartan lekar aaye aur anidra ki samasya se hamesha ke liye chhutkara paayein.
-
Anidra Karan Or Bachav
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 14 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Ghar Mein Lagwaye Indoor Plant
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi, Anuj Datta
- Length: 16 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Samay ke saath jeene ke tareekon mein bhi badlaav aaya hai.
-
Ghar Mein Lagwaye Indoor Plant
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi, Anuj Datta
- Series: Prabhat Prakashan
- Length: 16 mins
- Release Date: 28-09-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Calcium Ke Fayade Anek
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 9 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Sharir mein calcium ko kushalta se niyantrit kiya jaata hai jiske kaaran aapke bhojan mein calcium ki maatra se sharir ke calcium star par zyada antar nahi aata hai. Jab calcium ka sevan kam hota hai tab haddiyon mein sangrahit calcium ke upayog se sharir rakta, maanspeshiyon aur antarkoshikiyon mein iski maatra banaye rakhti hai. Isse aksar haddiyaan kamzor pad sakti hai par sharir ke metabolic kriyaon ke liye 1 pratishat hi aavashyak hai. Calcium hamare sharir ke lagbhag saari gatividhiyon ko prabhaavit karta hai. Haddiyon ki mazbooti ke liye calcium ke saath vitamin D bhi aavashyak hai. Calcium aur cardiovascular diseases ke beech koi sambandh spasht toh nahi hai, lekin kuch adhyayanon mein paaya gaya hai ki paryapt maatra mein iske sevan se hriday rogon ki sambhaavna kam hoti hai aur agar anya supplements ke dwara iska adhik sevan kiya jaye toh hriday rogon ki aashanka badhti hai. Umr ke hisaab se iski sahi maatra barkarar rakhein aur calcium se bharpoor bhojan ka sevan karein. Calcium ke overdose se aap kayi sharirik samasyaon ke shikaar ho sakte hai jabki calcium ki kami adhiktam logon mein dekhi jati hai. Isse haddi ka dravyamaan kam ho jaata hai aur aap osteopenia ke shikaar ho sakte hai jisse osteoporosis aur bone fracture ka khatra bhi badh jaata hai. Aise mein calcium supplements ki zaroorat padti hai lekin iska sevan bhi dhyaanpoorvak karna chahiye. Tathyon aur aakdon ko dhyaan mein rakhte hue sahi maatra mein calcium ka sevan karein.
-
Calcium Ke Fayade Anek
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 9 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Honeymoon (Hindi Edition)
- Written by: Patrick Modiano
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 4 hrs and 31 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Modiano, winner of the Prix Goncourt, constructs "a haunting tale of quiet intensity" (Review of Contemporary Fiction). It parallels the story of Jean B., a filmmaker who abandons his wife and career to hole up in a Paris hotel, with that of Ingrid and Rigaud, a refugee couple he'd met 20 years before, and whose mystery continues to haunt him.
-
Honeymoon (Hindi Edition)
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 4 hrs and 31 mins
- Release Date: 01-11-18
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹229.00
-
-
-
Malala Hoon Main
- Written by: Suman Bajpayee
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 3 hrs and 52 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Malala Hoon Main tells the story of Malala Yousafzai, a student in Pakistan. She is a well-known activist, and her fight for women’s right to education, particularly in Swat Valley, has granted her global recognition. The Taliban, who were in power here, forbid girls from attending school. On October 9, 2012, she was shot in the head by a gunman but survived. This attempted assassination sparked an outpouring of national and international support for Yousafzai.
-
Malala Hoon Main
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 3 hrs and 52 mins
- Release Date: 17-01-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹169.00
-
-
-
Aise Kare Toh Nahi Hoga Kabz
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan, Mahesh Sharma
- Narrated by: Bharti Pallavi, Anuj Datta
- Length: 8 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Pet saaf naa hona aur aanton mein mal ke jame rehne ko kabz kaha jata hai.
-
Aise Kare Toh Nahi Hoga Kabz
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi, Anuj Datta
- Series: Prabhat Prakashan
- Length: 8 mins
- Release Date: 28-09-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Apne Mobile Aur Computer Ki Dekhbhaal Kaise Kare
- Technology: Aapki Mutthi Mein
- Written by: Shameem Khan, Mahesh Sharma
- Narrated by: Bharti Pallavi, Nitin Sharma
- Length: 19 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Aksar hum computer khareed to lete hai, magar uski dekhbhal par dhyan nahi de paate.
-
Apne Mobile Aur Computer Ki Dekhbhaal Kaise Kare
- Technology: Aapki Mutthi Mein
- Narrated by: Bharti Pallavi, Nitin Sharma
- Series: Prabhat Prakashan
- Length: 19 mins
- Release Date: 23-10-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Yoga
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Written by: Shameem Khan
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 16 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Aaj ki tez raftar zindagi se taalmel baithane ke liye swasth aur oorja se bharpoor hona bahut zaroori hai, aur iske liye yog se behtar kya ho sakta hai. Yog se na keval sharirik roop se swasth rehne mein sahayta milti hai, balki maansik shanti bhi prapt hoti hai. Hum sharirik roop se sakriya na rahein to hamara sharir kada va thaka hua aur mastishk ashant ho jayega. Agar aapne jeevan mein kabhi yog na kiya ho to aaj se hi prarambh kar dein, kyonki achchhe karya jab bhi prarambh kiye jaayein unse laabh hi hota hai. Yog ke baare mein jankari dene ke liye hum aapko kuchh paramparik aur kuchh aadhunik yog vidhiyon ke baare mein bata rahe hai. Tanav aur avsad adhunik jeevanshaili ki den hai. Isse rakt mein stress hormone ka strav badhta hai aur rog pratirodh kshamta ghat-ti hai, jisse vyakti asaani se rogon ki chapet mein aa jaata hai. Yog nidra vyakti ki mansik kshamta ko badhati hai aur use rogmukt rakhti hai. Jinhe migraine hai, agar vah niyamit roop se yog nidra karein to migraine ke daure se bacha ja sakta hai. Vastav mein yah jaagte hue gehri neend lene ki prakriya hai aur yah gehri neend ke barabar hi tazgi, shanti aur oorja deti hai. Metro sheharon mein yog tezi se logon ke jeevan mein shamil hota ja raha hai aur ismein sabse naya trend hai hat yog. Aajkal khud ko fit rakhne ke liye hat yog logon ki pehli pasand banti ja rahi hai. Hamari sanskriti mein yog ko fitness ka sabse saral mantra bataya gaya hai. Ab isme naye naye concept jude jaa rahe hai. Hat yog vastav mein yog ka hi ek naya roop hai. Yog ke abhyas se sabhi dard se aaram milta hai.
-
Yoga
- Sehat Ki Baatein aur Poshtik Aahar
- Narrated by: Bharti Pallavi
- Length: 16 mins
- Release Date: 07-08-20
- Language: Hindi
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹0.00
-
-
-
Till the End of Forever
- Written by: Vivaksh Singh
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 6 hrs and 29 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
The past is always mysterious. It neither leaves completely nor stays fully. Who would know it better than Ayaan? He was its victim. And so was Avani. When these two crumbled souls met, they realized in their togetherness that only a broken piece can complete another. Together, they start fighting the pain of their past, feeling the bliss of the present and appreciating their lives.
-
Till the End of Forever
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 6 hrs and 29 mins
- Release Date: 19-09-18
- Language: English
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹158.00
-
-
-
The Body Myth
- Written by: Rheea Mukherjee
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 7 hrs and 7 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Mira is a teacher living in the heart of Suryam, the only place in the world the fickle Rasagura fruit grows. Mira lives alone, and with only the French existentialists as companions, until the day she witnesses a beautiful woman having a seizure in the park. Mira runs to help her but is cautious, for she could have sworn the woman looked around to see if anyone was watching right before the seizure began. Mira is quickly drawn into the lives of this mysterious woman Sara, who suffers a myriad of unexplained illnesses, and her kind, intensely supportive husband....
-
-
Not yielding as much as expected
- By Anonymous User on 27-07-20
-
The Body Myth
- Narrated by: Pallavi Bharti
- Length: 7 hrs and 7 mins
- Release Date: 11-07-20
- Language: English
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹879.00
-
-
-
Nur Jahan's Daughter
- Written by: Tanushree Podder
- Narrated by: Bharti
- Length: 11 hrs and 25 mins
- Unabridged
-
Overall
-
Performance
-
Story
Empress Nur Jahan ruled Hindustan for 16 long years. While her story is often told with wonder and awe, historians and writers ignore the tale of her daughter, Laadli: the reluctant princess who found herself sucked in the maelstrom of her insensitive mother's ruthless ambitions. Destiny having thrust royalty on her, Laadli was trapped into living a life dictated by her ambitious mother. She travelled through tragic events of her life with a stoic optimism.
-
-
Awful narration.
- By Amazon Customer on 31-08-20
-
Nur Jahan's Daughter
- Narrated by: Bharti
- Length: 11 hrs and 25 mins
- Release Date: 03-06-20
- Language: English
Add to cart failed.
Please try again laterAdd to wishlist failed.
Please try again laterPlease try again laterRegular price: ₹836.00
-