Pravas Ram aur Lakshmi pati-patni the aur unke bachche bhi the. Lakshmi vaasna ki aag mein jal rahi thi aur use apne se 22 saal chhote Sonu ki taraf aakarshan hone laga. Sonu uske pati ke saath hi kaam karta tha. Dono kareeb aane lage. Yeh dekh kar Pravas Ram ne Lakshmi ko samjhane ki koshish ki lekin vah nahin maani. Usne Sonu ko Pravas Ram ki hatya karne ke liye taiyyar kar liya. Unki yojna kya kaamyaab ho sakegi?
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan