Satish jab office mein kaam karne aaya toh uski mulaqat Radha se huyi. Radha vivaahit thi lekin apne rishte mein khush nahin thi. Unke beech aakarshan badhne laga aur vah dono kareeb aa gaye. Radha ko lag raha tha ki Satish usse pyar karta hai. Lekin Satish ke mann mein toh kuchh aur hi tha. Kya dono apne iss rishte ko aage badha sakenge? Aakhir Satish kya chaahta tha Radha se aur kya vah yeh sach samajh sakegi?
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan