• क्यों आंसुओं का कोई मोल नहीं

  • Written by: Meenu Vishwas
  • Narrated by: Ritika Saini
  • Oct 6 2022
  • Length: 35 mins
  • Podcast
क्यों आंसुओं का कोई मोल नहीं cover art

क्यों आंसुओं का कोई मोल नहीं

Written by: Meenu Vishwas
Narrated by: Ritika Saini
  • Summary

  • Maria ke pati ki death kam umar mein ho gayi thi aur usne apni dono betiyon Margaret aur Angel ko bohot pyaar se pala. Margaret padhne ke liye 3 saal ke liye america chali gayi thi aur jab vo lauti tab uska chehra murjhaya hua tha. Usne kuch na bataya. Doctor ka bhi yahi kehena tha ki lambe samay se tanaav mein rehene se vo bimaar pad gayi hai. Margaret ki dost Imli ne Maria ke puchne par kaha ki vo america aaye tab hi saari kahaniyaan bataegi. Bina der kiye vo Margaret ko hospital mein bharti karke fauran america chali gayi aur waha Imli se jana ki Ruth naam ke ladke ne Margaret ke saath bohot bura salook kiya. Margaret badi tez thi aur Ruth usse pasand karta tha magar usne abhi Ruth ko bhaav nahi diya. Iss beech vo student election bhi jeet gayi. Iske baad uski jeet ki khushi mein Ruth ne party di aur uski sharab mein kuch aisa mila diya jisse vo behosh ho gayi. Ruth ne usse ek kamre mein band kar teen saptah nanga rakha. Vo usse sextoy ki tarah use karta raha aur usse nochta khasothta raha. Yeh sab sunkar Maria ka dil rone laga par usne himmat rakhi. Ant mein saboot ikkatha kar Ruth ko aajeevan karavaas ki saza dilaai aur Margaret ka ilaaj karati rahi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Show More Show Less

What listeners say about क्यों आंसुओं का कोई मोल नहीं

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.