• Neend - Sleep Stories for adults in Hindi

  • Written by: Neend
  • Podcast
  • 5.0 out of 5 stars (1 rating)
Neend - Sleep Stories for adults in Hindi cover art

Neend - Sleep Stories for adults in Hindi

Written by: Neend
  • Summary

  • If you want to listen to something soothing to fall asleep quickly, listen to this podcast. It's a sleep story (in Hindi). #insomniacure​ #neendnaaayetokyakare​ #insomniatreatment​ #neendaanekailaj​ #sleepdisorder​ #nindaanekeupay​ #sleepproblems​ #bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure
    Copyright 2021 Neend
    Show More Show Less
Episodes
  • Gehri Neend Ke Liye Relaxing Kahani - Tenali Rama Aur Chor
    Nov 6 2021

    Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic

    Tenali Rama Vijaynagar samrajya ke raja Krishna Devrai ke asthdiggajjon  mein se ek the. Krishna Devrai ke darbaaar mein boh ek vidushak ke roop mein niyukt the. Unka karya sabha ka mnoranjan Karna hota tha. Tenali Rama pure Vijaynagar mein unki sujh-bhuj ke liye jaane jaate the. Krinshan Devrai ke vah bahut acche sahlaakaar the, unhone apni chaturai aur mazakiya swabhav ke kaaran kai baar swayam Maharaj ki jaan bachayi thi. Ek raat kaise jab Tenali Rama ne jana ki chor unke ghar mein send lagane ki yojana bana rahe the tab kaise apni sujh-bhuj se Tenali Rama ne choro ko hi bewakoof bana diya aur kaise Tenali Rama ne choro se apne bagh ki sichaayi karwayi, yeh hum aapko aaj sunayenge aur yeh kahani sunte sunte aap neend ki aagosh mein samate chale jaayenge.


    #insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick

    Show More Show Less
    34 mins
  • Gehri Neend Ke Liye Relaxing Story - Make Life Beautiful
    Nov 5 2021

    Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic

    Kehte hain is jahaan mein har kisi ki apni ek chhoti si duniya hai. Ham puri duniya ko khoobasoorat nahin bana sakte lekin apni is choti si duniya ko apne chote chote prayaas se sundar bana sakte hain, agar sabhi aisa karen to yeh puri duniya hi sundar ho sakti hai. Aap khud mahasoos karenge ki aap ke aas paas kitni jyada positive energy ke generator ban gae hain, jo aap ko na sirf sakaratmakata denge balki oorja se bhar denge. kuch jyaada nahin karana hai bas apni pasand ,apni hobby, apne mood ke hisaab se aas paas ki duniya ko badalana shuroo kijiye. Aap apne aas paas ko hara bhara kar sakate hain, har mahine ek ped lagaie, dekhie kaise aap ke ird gird sab kuchh badal jaega. Subah jab un pedon par chidiyaan chahachahaengi, un mein phal aur phool khilenge tab aap ko apne kaam par, apne prayaas par fakra hoga. Is tarah ke bahut saare chhote chhote kaam hain jo aap ki jindagi ko roshani se bhar denge kyonki yah aap ko aantarik khushi denge. koshish kijie ki jindagi mein nafarat ki jagah udaarata aur sahishnuta laen yah aap ko jyaada sukoon dega. Ham aisi aur bahut saari baaton par charcha karenge. kuchh kisse kahaani bhi sunaenge aur yah kahaani sunate sunate aap nind ki aagosh mein samaate chale jaayenge.


    #insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick

    Show More Show Less
    29 mins
  • Gehri Neend Ke Liye Relaxing Kahani - Gwalior Qile Ki Sair
    Nov 5 2021

    Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic

    Purane samay mein apne rajya ki sarhadon ki raksha ke liye tamam rajao aur badshahon ne qile ka nirmaand karaya tha, yakeenanyeh qile banwana koi hansi khel nahi tha. Takreeban sabhi qile pahadon par hi banaye gaye the, in pahadon par aise mazboot qile banana jinhe haathi ki takkar bhi na hia sakein mushkil kaam tha, lekin unn dino ki karigari aur gyaan adhbhut the varna aaj saikdon baras guzarne ke baad bhi yeh qile jyon ke tyon puri aan baan shaan ke saath seena taane khade hai. Gwalior Qila na sirf apni vishalta ke liye balki khoobsurati ke liye bhi mashoor hai. Iss ki ginti desh ke sabse behtareen durg mein hoti hai, yahi vajah hai ki Gwalior Qile ko Bharat ka 'Gibraltar' kaha jaata hai. Iss qile mein kai pracheen aur khoobsurat mandir bhi hai, takreeban ek hazar saal pehle banaya gaya yeh Qila, aaj bhi mazbooti ke saath khada hai. Aaj hum aapko le chalenge isi qile ki sair par aap na sirf iss qile ki khoobsuarti mahsoos karenege balki iske itihaas se bhi ho kar guzerenge aur yeh sair karte karte aap neend ki aagosh mein samate chae jaayenge.


    #insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick

    Show More Show Less
    34 mins

What listeners say about Neend - Sleep Stories for adults in Hindi

Average Customer Ratings
Overall
  • 5 out of 5 stars
  • 5 Stars
    1
  • 4 Stars
    0
  • 3 Stars
    0
  • 2 Stars
    0
  • 1 Stars
    0
Performance
  • 5 out of 5 stars
  • 5 Stars
    1
  • 4 Stars
    0
  • 3 Stars
    0
  • 2 Stars
    0
  • 1 Stars
    0
Story
  • 5 out of 5 stars
  • 5 Stars
    1
  • 4 Stars
    0
  • 3 Stars
    0
  • 2 Stars
    0
  • 1 Stars
    0

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.