Alif Laila katha sangreh ki pachaasvi kahani hai shehzaada Jainusanam ki jismein Jainusanam ko swapna mein ek buddha dikhta hai aur ek gupt tehkhaane ka pata deta hai. Uss tehkhaane mein jaane par pata lagta hai ki aath khambhon par aath murtiyaan hain lekin nova khamba khaali hai aur Jainusanam ke mrit pita ne wahan ek sandesh chodh rakha hai jismein novein khambe ki moorti lagane ka aadesh diya hai.
©2019 Sameer Goswami (P)2019 Sameer Goswami