बेला फिर महकी cover art

बेला फिर महकी

Written by: Sunita Pathak
Narrated by: Shashi Chaturvedi
  • Summary

  • Jis tarah bela ke phool apni mehek se saare vatavaran ko mehka dete hain, bela ne bhi apne naam ke anuroop apni zindagi mein yahi chaha tha. Magar aise ho nahi saka aur uske apno se hi usse hamesha tiraskar mila aur kisi ne kabhi uski ehmiyat nahi samjhi. Usse lagne laga jaise vo bela nahi balki amarbel ho. Samay ke saath bahu ghar mein aayi jo kaafi ache swabhav ki thi aur bela ka khayal bhi rakhti thi. Magar apni ek rishtedar dwara use samjhaya gaya ki bahu ne use apne ghar ki dekhbhaal ke liye rakha hua hai. Usse lagne laga jaise zindagi bhar sabne use ignore kiya. Lekin usi din sham mein jab uski bahu Reena wapas aayi toh uske birthday ko manane ka intezaam karne lagi. Use nayi saadi uphaar mein di aur pyaar se birthday manaya. Tab Bela ko samajh aaya ki vastav mein uski bahu use kitna maanti hai. Aaj vo amarbel nahi balki Bela hone ka ehsaas karne lagi thi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Show More Show Less

What listeners say about बेला फिर महकी

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.